% \startsong \stitle{tere mere pyaar kii kahaaniyaa.N hai.n tuu nahii.n}% \film{Banjaaran}% \year{1991}% \starring{Rishi, Sridevi, Kulbhushan Kharbanda, Gulshan, Pran, Raza Murad}% \singer{Anuradha Paudwal}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % tere mere pyaar kii kahaaniyaa.N hai.n tuu nahii.n paas mere sab terii nishaaniyaa.N hai.n tuu nahii.n tere mere pyaar kii \threedots vo mohabbat vahii javaaniyaa.N hai.n tuu nahii.n dard kii puravaa_ii Gam kii ye parachhaa_ii yaar kii ye rusavaa_ii ek jaan kitanii pareshaaniyaa.N hai.n tuu nahii.n tere mere pyaar kii \threedots meharabaa.n hai rab ba.Daa ye agar maa.nguu.n du_aa rab se maa.nguu.n aur kyaa usake paas sab meharabaaniyaa.N hai.n tuu nahii.n tere mere pyaar kii \threedots be.Diyaa.N hai.n paa.Nv me.n Gam ke seharaa_o.n me.n dard ke in dariyaa_o.n me.n aa.Nsu_o.n kii raat din ravaaniyaa.N hai.n tuu nahii.n tere mere pyaar kii \threedots % #endindian \endsong