% \startsong \stitle{mai.n huu.N paanavaalii ... ho babu_aa khaataa jaa ik paan paan me.n hamare}% \film{Biwi Ho To Aisi}% \year{1988}% \starring{Kader Khan, Bindu, Rekha, Farukh Sheikh, Salman Khan, Asrani}% \singer{Alka Yagnik}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anjaan}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mai.n huu.N paanavaalii binaa dukaan vaalii are saare gaa.nv ke labo.n pe chamake hamare paan kii laalii dillii ho madraas ho chaahe bamba_ii ho yaa kalakattaa sau rogo.n kii ek davaa hai ye hare paan kaa pattaa ho babu_aa khaataa jaa ik paan paan me.n hamare ba.Dii hai jaan hamare paan pe to qurbaan hai saaraa hindustaan ho babu_aa ho laalaa he raajaa khaataa jaa ik paan \threedots khaake khile labo.n pe laalii chehare pe chhaa_e hariyaalii ek gilorii chabaa ke jaa_o hogii tum pe fidaa gharavaalii ek madhur muskaan se hogii har mushkil aasaan ho babu_aa khaataa jaa ik paan \threedots agar ho mahabuub ko manaanaa leke saath paan ye jaanaa saare biga.De kaam banaanaa hamare paan pe aashiq bachche buu.Dhe aur javaan ho babu_aa khaataa jaa ik paan \threedots ahaa mahafil jame ho naach yaa gaanaa shaadii byaah kaa jashn manaanaa babu_aa paan dabaakar jaanaa saarii mahafil me.n chhaa jaanaa binaa paan ke to hai adhuurii har mahafil kii shaan ho babu_aa khaataa jaa ik paan \threedots % #endindian \endsong