% \startsong \stitle{chhoTii sii umar me.n lag gayaa rog}% \film{Bairaag}% \year{1976}% \starring{Dilip Kumar, Saira Bano}% \singer{Lata}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12090 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % chhoTii sii umar me.n lag gayaa rog ( chhoTii sii umar me.neh lag gayaa rog kahate hai.n log mai.n mar jaa_u.Ngii ho mai.n mar jaa_u.Ngii ) \-2 par marane se pahale kuchh karane se pahale le ke teraa naam tujhe badanaam mai.n kar jaa_uu.Ngii ho mai.n mar jaa_uu.Ngii ho ho ( yehe kisii saharii chhorii kii priit nahii.n hai baabuu ) \-2 ek banjaaran keh matawaare naino.noh kaa hai jaaduu tuu na jaa merii musakaan pe khel jaa_uu.Ngii mai.n jii\-jaan pe chho.Duu.Ngii naa saath \-2 aisii kyaa hai baat ke mai.n Dar jaa_uu.Ngii ho mai.n mar jaa_uu.Ngii chhoTii sii umar me.nhe lag gayaa rog kahate hai.n log mai.n mar jaa_u.Ngii ho mai.n mar jaa_u.Ngii par marane se pahale kuchh karane se pahale le ke teraa naam tujhe badanaam mai.n kar jaa_uu.Ngii ho mai.n mar jaa_uu.Ngii ho ho ( kab talak rokegaa meraa rastaa laaj kaa paharaa ) \-2 yaad ye rakhanaa tuu sajanaa ye meraa vaadaa Thaharaa baabul kii galiyaa.N chho.D ke aa_uu.Ngii chunariyaa o.Dh ke la_ike uma.ng \-2 sai.nyaa.N tere sa.ng tere ghar jaa_uu.Ngii ho mai.n mar jaa_uu.Ngii chhoTii sii umar me.nhe lag gayaa rog kahate hai.n log mai.n mar jaa_u.Ngii ho mai.n mar jaa_u.Ngii par marane se pahale kuchh karane se pahale le ke teraa naam tujhe badanaam mai.n kar jaa_uu.Ngii ho mai.n mar jaa_uu.Ngii % #endindian \endsong