% \startsong \stitle{tum hame.n bhuul ga_e ham na tumhe.n bhuul sake}% \film{Balam}% \year{1949}% \starring{Suraiya, Vasti, Nigaar, Masud, Jayant, Agha}% \singer{Rafi}% \music{Husnlal Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10399 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % tum hame.n bhuul ga_e ham na tumhe.n bhuul sake \-2 tum hame.n bhuul ga_e \threedots meraa TuuTaa hu_aa dil unako dikhaa_o jaa kar ek baar to unako ye paigaam sunaa_o jaa kar tum hame.n bhuul ga_e \threedots ai havaa jaanaa zaraa unakii galii se ho kar vo meraa haal jo puuchhe to ye kahanaa ro kar tum hame.n bhuul ga_e \threedots tum to milate hii nahii.n ham yaad se mil lete hai.n tum to sunate hii nahii.n ham yaad se kah dete hai.n tum hame.n bhuul ga_e \threedots % #endindian \endsong