% \startsong \stitle{sitaare Duub chale ... mohabbat kii bas itanii daastaa.n}% \film{Baaraadari}% \year{1955}% \starring{Ajeet, Geeta Bali}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Nashad}% \lyrics{Khumar Barabankwi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10304 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % la \: sitaare Duub chale raat Dhalane vaalii hai chale bhii aa_o ki duniyaa badalane vaalii hai ra \: tumhe.n qasam hai na karanaa merii judaa_ii kaa Gam havaa_e.n laakh chale.n shamaa jalane vaalii hai la \: mohabbat kii bas itanii daastaa.n hai \-2 bahaare.n bahaare.n chaar din kii phir Kizaa.n hai mohabbat kii bas \threedots ra \: mohabbat kii bas \threedots la \: ujaale ko tarasatii hai.n niGaahe.n ba.Dii viiraan hai.n ulfat kii raahe.n kahaa.N hai kahaa.N hai chaa.Nd mere tuu kahaa.N hai mohabbat kii bas \threedots ra \: mazaaa milane kaa aataa hai bichha.Da ke muhabbat ra.ng laatii hai uja.Da ke judaa_ii judaa_ii do dilo.n kaa imtahaa.N hai la \: mohabbat kii bas \threedots % #endindian \endsong