% \startsong \stitle{kar gayaa re kar gayaa mujhape jaaduu sa.Nwariyaa}% \film{Basant Bahaar}% \year{1956}% \starring{Bharat Bhushan, Nimmi, Chandrashekhar, Kumkum}% \singer{Lata, Asha}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10828 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % do \: aa aa \: kar gayaa re kar gayaa mujhape jaaduu sa.Nwariyaa kar gayaa mujhape jaaduu la \: ye kyaa kiyaa re Gazab kiyaa re chor ko samajhii mai.n saadhuu sa.Nwariyaa kar gayaa mujhape jaaduu do \: kar gayaa re \-2 kar gayaa mujhape jaaduu sa.Nwariyaa kar gayaa mujhape jaaduu aa \: bholii suratiyaa magar hai sayaanaa \-2 la \: siikhe ko_ii wo se daaman bachaanaa \-2 do \: o vaadaa kar ke mukar gayaa kar gayaa re \-2 kar gayaa mujhape jaaduu sa.Nwariyaa kar gayaa mujhape jaaduu aa \: tum jo kaho to mai.n naam bataa duu.N \-2 la \: patthar kii muurat ke darshan karaa duu.N \-2 o jisake qadamo.n pe sar gayaa do \: kar gayaa re \-2 kar gayaa mujhape jaaduu sa.Nwariyaa kar gayaa mujhape jaaduu la \: baalam ye sab hai tumhare hii kaaran \-2 aa \: mahafil me.n naache tumhaarii pujaaran \-2 do \: o mat puuchho dil kidhar gayaa kar gayaa re \-2 kar gayaa mujhape jaaduu sa.Nwariyaa kar gayaa mujhape jaaduu ye kyaa kiyaa re Gazab kiyaa re chor ko samajhii mai.n saadhuu sa.Nwariyaa kar gayaa mujhape jaaduu % #endindian \endsong