% \startsong \stitle{chal\-chal re naujawaan}% \film{Bandhan}% \year{1940}% \starring{Leela Chitnis, Ashok Kumar, B H Desai, Suresh, Arun Kumar}% \singer{Suresh/ Leela Chitnis, Ashok Kumar/ Ashok Kumar, Suresh, Chorus/ Ashok Kumar, Chorus}% \music{Ramchandra Pal}% \lyrics{Pradeep}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11344 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: This lyrics of one part were printed in Listeners' Bulletin Vol #29 under Geetanjali #19 % sent by V S Mishra, Baangarma_uu % % hfgk credits Ramchandra Pal for music % % HMV cassette Remembering Dadamuni STHV 824018 % credits Saraswati Devi for music % \printtitle #indian % lii \: ( chal\-chal re naujawaan a \: chalo sa.ng chale.n ham ) \-2 lii \: duur teraa gaa.Nv aur thake paa.Nv phir bhii raahagiir tum kyuu.N nahii.n adhiir a \: tum ho mere sa.ng aashaa hai mere sa.ng tum ho mere sa.ng himmat hai mere sa.ng ( mere saath\-saath raho tum qadam\-qadam ) \-2 do \: chalo sa.ng chale.n ham \-2 ##whisper## lii \: ( kisane kiyaa mujhako ishaaraa a \: duur kii manzil se mujhe kisane pukaaraa ) \-2 lii \: mamataa ne pukaaraa a \: bandhan ne pukaaraa lii \: tum hii sikhaa rahe ho mujhe giit ye haradam do \: chalo sa.ng chale.n ham \-2 a \: ( kuhu\-kuhu bolo merii koyaliyaa man me.n miThaas gholo merii koyaliyaa ) \-2 lii \: ( kaun taan sunoge zaraa ye to bataa do ) \-2 ( biinaa ke bisare huye taar sajaa do ) \-2 a \: aaj dono.n gaate huye jiiwan saragam do \: aaj dono.n gaate huye jiiwan saragam chalo sa.ng chale.n ham \-2 chal\-chal re naujawaan chalo sa.ng chale.n ham ko \: chal\-chal re naujawaan kahanaa meraa maan maan chal re naujawaan chal\-chal re naujawaan a \: duur teraa gaa.Nv aur thake paa.Nv phir bhii tuu haradam aage ba.Dhaa qadam rukanaa teraa kaam nahii.n chalanaa terii shaan ko \: chal\-chal re naujawaan \-2 a \: tuu aage ba.Dhe jaa aafat se la.De jaa aa.Ndhii ho yaa tuufaan phaTataa ho aasamaan rukanaa teraa kaam nahii.n chalanaa terii shaan ko \: chal\-chal re naujawaan \-2 a \: ye hai zindagii kaa kaaravaa.N aaj yahaa.N aur kal vahaa.N ( phir kyo.n teraa dil hu_aa adhiir phir kyo.n tere naino.n me.n niir ) \-2 phir kyo.n tere praano.n me.n piir tuu na sunaa man kii baat kaun sunegaa kaun sunegaa band kar zabaan \-2 rukanaa teraa kaam nahii.n chalanaa terii shaan chal\-chal re naujawaan \-3 % #endindian \endsong