% \startsong \stitle{cham\-cham chamakaa saaraa jahaa.N}% \film{Bade Ghar Ki Bahu/ Bhabhi}% \year{1960}% \starring{Geeta Bali, Abhi Bhattacharya, Sundar, Kuldeep Kaur}% \singer{Asha}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Tanveer Naqvi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12282 [V S Rawat], 23/01/2004 % \printtitle #indian % ( cham\-cham chamakaa saaraa jahaa.N Dha.Dakan gaaye dil hai jawaa.N jaan se pyaare pyaar pukaare aisaa samaa.N phir kahaa.N ) \-2 ( shabanam se bhiigaa hai mausam Duubaa hai mastii me.n aalam ) \-2 soye nazaare chaa.Nd\-sitaare chup hai zamii.n\-aasamaa.N o o o cham\-cham chamakaa saaraa jahaa.N Dha.Dakan gaaye dil hai jawaa.N jaan se pyaare pyaar pukaare aisaa samaa.N phir kahaa.N ( so_ii hai.n aa.Nkho.n me.n nii.nde.n jaagii hai.n dil me.n ummiide.n ) \-2 mast hawaaye.n saaz bajaaye.n gaatii hai.n tanahaa_iyaa.N o o o cham\-cham chamakaa saaraa jahaa.N Dha.Dakan gaaye dil hai jawaa.N jaan se pyaare pyaar pukaare aisaa samaa.N phir kahaa.N ( aaye.ngii phir kab ye raate.n kar le.n mohabbat kii baate.n ) \-2 gaaye taraanaa aaj zamaanaa ham pe hu_aa meharabaa.N o o o cham\-cham chamakaa saaraa jahaa.N Dha.Dakan gaaye dil hai jawaa.N jaan se pyaare pyaar pukaare aisaa samaa.N phir kahaa.N % #endindian \endsong %