% \startsong \stitle{ho.nTho.n pe ha.Nsii dil me.n hai Kushii}% \film{Bikhare Moti}% \year{1951}% \starring{Kamini Kaushal, Nigar, Jivan, Jayant, Neelam, Ranjana, Sherry}% \singer{Lata}% \music{Ghulam Mohammad}% \lyrics{Khumar Barabankwi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12299 [V S Rawat], 23/01/2004 % \printtitle #indian % ho.nTho.n pe ha.Nsii dil me.n hai Kushii \-2 ho rut hai suhaanii \-2 kho_ii hai muhabbat kii bahaaro.n me.n jawaanii \-2 har chiiz jawaa.N hai har chiiz ha.Nsii hai \-2 aramaan bharaa dil meraa qaabuu me.n nahii.n hai \-2 merii ye Kushii mujhako banaa de na diiwaanii \-2 ho.nTho.n pe ha.Nsii dil me.n hai Kushii ho rut hai suhaanii \-2 kho_ii hai muhabbat kii bahaaro.n me.n jawaanii chhaayaa hai nashaa saa aape me.n nahii.n huu.N dil aur kahii.n hai meraa mai.n aur kahii.n huu.N \-2 aramaan hai.n qaabuu me.n na bas me.n hai jawaanii \-2 ho.nTho.n pe ha.Nsii dil me.n hai Kushii ho rut hai suhaanii \-2 kho_ii hai muhabbat kii bahaaro.n me.n jawaanii naiyaa hai bha.Nwar me.n ho duur kinaaraa \-2 kis simt ba.Dhuu.N aur mai.n luu.N kisakaa sahaaraa \-2 Daratii huu.N kahii.n sar se Guzar jaaye na paanii \-2 ho.nTho.n pe ha.Nsii dil me.n hai Kushii \-2 ho rut hai suhaanii \-2 kho_ii hai muhabbat kii bahaaro.n me.n jawaanii \-2 % #endindian \endsong %