% \startsong \stitle{yaaro.n jo kal the ham tum vo kal naa ham rahe.nge}% \film{Censor}% \year{2001}% \starring{Dev Anand, Mohini Sharma, Vinay Anand, Govinda, Mamta Kulkarni, Jackie Shroff}% \singer{Kumar Sanu, Udit Narayan, Alka Yagnik, Jaspindar Narula}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Neeraj}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % taa raa raa yaaro.n jo kal the ham tum vo kal naa ham rahe.nge badale hai vaqt pal pal badale hai ra.ng zamaanaa yaaro.n jo kal the \threedots ye na_ii.n bahaare.n khile khile ka.nval pyaas ye javaa.n giit ye gazal in pe ba.ndishe.n na lagaa_iye inako chuumiye paas aa_iye paas to aa_iye inake binaa hai suunaa duniyaa kaa aashiyaanaa badale hai vaqt \threedots ra.ng ra.ng ke hai.n phuul yahaa.n ek sii mahak chaahe.n ho jahaa.n ma.nzil hai ek qaafile hazaar ek hii suruur ek hii khumaar ek hii hai khumaar is pyaar ke mahal me.n sabakaa hai aanaa jaanaa badale hai vaqt \threedots are pa.nkh hai.n lage i.nsaan me.n ghuumataa hai vo aasamaan me.n jo ga_ii sadii vo tumhaarii hai aa rahii hai jo vo hamaarii hai vo hamaarii hii hai aatii hu_ii subah par naa taano aashiyaanaa badale hai vaqt \threedots % #endindian \endsong