% \startsong \stitle{ye chaa.Nd ko_ii diivaanaa hai}% \film{Chhupa Rustam}% \year{1999?}% \starring{Sanjay Kapoor, Manisha Koirala}% \singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik, Chorus}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ye chaa.Nd ko_ii diivaanaa hai ko_ii aashiq ba.Daa puraanaa hai piichhe kisake ye bhaage saarii raat ye jaage ye shamaa hai yaa paravaanaa hai diivaanaa hai ye chaa.Nd ko_ii \threedots mere nain ka.nvaare kajaraare merii bi.ndiyaa maare lashkaare mere sapano.n me.n aa_e mujhe giit sunaa_e pa.nchhii paradesii ba.njaare haa.n ba.njaare man mast magan ho jaa_e naa ra.ng ruup ratan kho jaa_e naa man meraa akelaa ye puunam kaa melaa mele me.n milan ho jaa_e naa mere dil me.n chhupaa hai chor ko_ii meraa dard na jaane aur ko_ii ise dil se nikaaluu.n dil kaise sa.mbhaaluu.n mere dil pe nahii.n hai zor ko_ii haay zor ko_ii jis din se tujhako dekhaa hai us din se ye maine jaanaa hai tuu mere li_e hai mai.n tere li_e huu.N ye sach baakii afasaanaa hai ye chaa.Nd ko_ii \threedots % #endindian \endsong