% \startsong \stitle{maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa}% \film{Dilwale Dulhaniya Le Jayenge}% \year{1995}% \starring{Shahrukh Khan, Kajol}% \singer{S P Balasubramaniam, Lata}% \music{Jatin-Lalit}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Dharmesh Patel (dxp8108@hertx.njit.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Fri Dec 29 1995 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % (##chorus##): ye ku.Diyaa.N nashe diyaa.N pu.Diyaa.N ye mu.nDe galii ke gu.nDe ye ku.Diyaa.N nashe diyaa.N pu.Diyaa.N ye mu.nDe galii ke gu.nDe nashe diyaa.N pu.Diyaa.N galii ke gu.nDe ba: ho, ho maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa lene tujhe o gorii, aae.nge tere sajanaa maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa, o ho, o ho la: o, aa saharaa sajaake rakhanaa, chaharaa chhupaake rakhanaa saharaa sajaake rakhanaa, chaharaa chhupaake rakhanaa ye dil kii baat apane, dil me.n dabaake rakhanaa (##chorus##): saharaa sajaake rakhanaa, chaharaa chhupaake rakhanaa maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa hoy, hoy, hoy hoy, hoy, hoy bara.hra.hra.hra.hra.hra.hra.hra.h \threedots ba: u.D u.Dake terii zulfe.n, karatii hai.n kyaa ishaare dil thaam ke kha.De hai.n, aashik sabhii ka.nvaare la: chhup jaae saarii ku.Diyaa.N, ghar me.n sharm ke maare gaa.Nv me.n aa ga_e hai.n, paagal shahar ke saare ba: nazare.n jhukaake rakhanaa, daaman bachaake rakhanaa nazare.n jhukaake rakhanaa, daaman bachaake rakhanaa lene tujhe o gorii, aae.nge tere sajanaa (##chorus##): maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa saharaa sajaake rakhanaa, chaharaa chhupaake rakhanaa ba: mai.n ek javaan la.Dakaa, tuu ek hasiin la.Dakii ye dil machal gayaa to, meraa kusuur kyaa hai la: rakhanaa thaa dil pe kaabuu, ye husn to hai jaaduu jaaduu ye chal gayaa to, meraa kusuur kyaa hai ba: rastaa hamaaraa takanaa, daravaazaa khulaa rakhanaa rastaa hamaaraa takanaa, daravaazaa khulaa rakhanaa lene tujhe o gorii, aae.nge tere sajanaa la: kuchh aur ab na kahanaa, kuchh aur ab na karanaa kuchh aur ab na kahanaa, kuchh aur ab na karanaa ye dil kii baat apane, dil me.n dabaake rakhanaa (##chorus##): maha.ndii lagaake rakhanaa, Dolii sajaake rakhanaa saharaa sajaake rakhanaa, chaharaa chhupaake rakhanaa shaavaa hoy, hoy shaavaa hoy, hoy shaavaa hoy, hoy % #endindian \endsong %