% \startsong \stitle{merii jaan kuchh bhii kiiji_e ... kabhii yaad hame.n bhii kiiji_e}% \film{Chhalia}% \year{1960}% \starring{Raj Kapoor, Nutan}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10878 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mu \: merii jaan kuchh bhii kiiji_e chaahe jaan merii liiji_e par dil hamii.n ko diiji_e \-2 la \: kabhii yaad hame.n bhii kiiji_e kabhii naam hamaaraa liiji_e sapano.n me.n aayaa kiiji_e \-2 mu \: kabhii to hamase kar lo do baate.n pyaaraa mukha.Daa mo.D ke tum kaho to dharatii pe laa de.n chaa.Nd\-taare to.D ke par ye vaadaa hamase kar lo jaa_oge naa chho.D ke la \: kabhii yaad hame.n \threedots yaad aakar terii jo ta.Dapaa_e to ko_ii kyaa kare teraa daaman na haatho.n me.n aa_e to ko_ii kyaa kare chaa.Nd bhii aag ban jaa_e to ko_ii kyaa kare mu \: merii jaan kuchh \threedots dil kisii ko ek din to dogii kyuu.N hame.n detii nahii.n paas aakar ye to bataa de kyaa ham bure hai.n o hasii.n chaudahavii.n kaa chaa.Nd ho tum ham bhii tujhase kam nahii.n la \: kabhii yaad hame.n \threedots mu \: merii jaan kuchh \threedots % #endindian \endsong