% \startsong \stitle{vo aa_e ghar hamaare ... churaa ke dil ban rahe hai.n bhole}% \film{Chhote Nawab}% \year{1961}% \starring{Mehmood, Ameeta, Johny Walker, Meenu Mumtaz, Helen}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10757 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: First film of R D Burman % \printtitle #indian % vo aa_e ghar hamaare Kudaa kii qudarat hai kabhii ham unako kabhii apane ghar ko dekhate hai.n churaa ke dil ban rahe hai.n bhole ( jaise kuchh ) \-2 jaanate nahii.n ko_ii bataa_o ki ham kare.n kyaa vo hame.n pahachaanate nahii.n churaa ke dil \threedots abhii chand roz pahale pahalii mulaaqaat me.n vo kuchh kah rahe the hamase haath le ke haath me.n Daal ga_e jaaduu haay jaaduu baat\-baat me.n churaa ke dil \threedots aaj bhii suruur chhaayaa kal bhii suruur thaa itanaa saa farq lekin kahane ko zaruur thaa kal piine vaalaa mayaqade se duur\-duur thaa churaa ke dil \threedots vo bhii ek raat pyaar kii ye bhii ek raat hai aur hii thii baat tab aaj aur baat hai jaane vo kahaa.N hai jo yahaa.N mere saath hai churaa ke dil \threedots % #endindian \endsong