% \startsong \stitle{o kalii anaar kii na itanaa sataa_o}% \film{Chhoti Behan}% \year{1959}% \starring{Balraj Sahni, Nanda, Shobha Khote, Rehman, Shyama, Mehmood}% \singer{Manna De, Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11656 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % o kalii anaar kii na itanaa sataa_o pyaar karane kii ko_ii riit bataa_o kalii anaar kii na \threedots o Gunche gulaab ke na batiyaa.N banaa_o pahale kisii ko dil me.n biThaa_o a.Nkhiyaa.N gulaabii ra.ngii.n shabaab hamako pilaa_e pyaar kii sharaab pa.Dh lo hamaare dil kii kitaab isame.n likhaa hai pyaar kaa javaab bharii bahaar me.n shor na machaa_o pyaar kaa usuul hai ghar me.n bulaa_o kalii anaar kii na \threedots kar lo kabhii to ha.Ns ke do baate.n kaaTe kaTe.n na birahaa kii ye raate.n aa_oge jis din le ke baaraat de de.nge haath kisii ke pyaar ko pyaar se sajaa_o jiivan bhar kaa saath nibhaa_o pyaar karane kii \threedots dil kaa bha.Nvaraa tum par nisaar mere chaman kii tuu hai bahaar batiyaa.N tumhaarii ras kii phuhaar hamane sunii dil ga_e haar chhoTii\-chhoTii baato.n par jii na jalaa_o pyaar karane kii \threedots % #endindian \endsong