% \startsong \stitle{ye ra.ng na chhuuTegaa ulfat kii nishaanii hai}% \film{China Town}% \year{1962}% \starring{Shammi Kapoor, Shakeela, Helen, Madan Puri}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10684 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ye ra.ng na chhuuTegaa ulfat kii nishaanii hai kuchh teraa fasaanaa hai kuchh merii kahaanii hai ye ra.ng na chhuuTegaa \threedots laharaa ke uThaa mausam rut banake qaraar aa_ii aa_ii to magar kitanaa tarasaa ke bahaar aa_ii tarasaa ke bahaar aa_ii par kitanii suhaanii hai ye ra.ng na chhuuTegaa \threedots aa.Nkhe.n hai.n tumhaarii yaa chhalakaa hu_aa paimaanaa apanaa to muhabbat me.n dil ho gayaa diivaanaa yaa ham hii diivaane hai.n yaa rut hii diivaanii hai ye ra.ng na chhuuTegaa \threedots dekho na bhulaa denaa in pyaar ke vaado.n ko tum bhii na badal denaa chaahat ke iraado.n ko jab priit lagii tumase kuchh maine bhii Thaanii hai ye ra.ng na chhuuTegaa \threedots % #endindian \endsong