% \startsong \stitle{bedardii mere saiyaa.N shabanam hai.n kabhii shole}% \film{Chaudhvin Kaa Chaand}% \year{1960}% \starring{Guru Dutt, Waheeda Rahman, Rahman, Johnny Walker}% \singer{Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11451 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % bedardii mere saiyaa.N shabanam hai.n kabhii shole andar se ba.De zaalim baahar se ba.De bhole bedardii mere saiyaa.N \threedots matalab ke hai.n rasiyaa ko_ii inhe.n kyaa samajhe ye Kud bhii nahii.n apane bas inako Kudaa samajhe dam bhar me.n ye tolaa hai.n dam bhar me.n maashaa hai.n banate hai.n tamaashaa_ii aur Kud hii tamaashaa hai.n rah\-rah ke badalate hai.n din\-raat na_e chole andar se ba.De zaalim \threedots har ik adaa mere baalam kii niraalii hai baate.n mohabbat kii magar pyaar se khaalii hai.n aadat se hai.n ba.De cha.nchal suurat hai ba.Dii saadaa aaj isako diyaa kal usase kiyaa vaadaa harajaa_ii hai.n inase ko_ii kyaa bole andar se ba.De zaalim \threedots % #endindian \endsong