% \startsong \stitle{kyaa ye hii jawaanii hai}% \film{Chand}% \year{1944}% \starring{Begum Para, Prem Adeeb, Sitara, Sapru}% \singer{Zeenat Begum}% \music{Husnalal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12003 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % o kyaa ye hii jawaanii hai \-2 har din hai nikharaa hu_aa \-2 har raat suhaanii hai \-2 kyaa ye hii jawaanii hai \-2 mai.n Gairo.n se kyuu.N puuchhuu.N ( mai.n Gairo.n se kyuu.N puuchhuu.N mai.n apano.n se kyuu.N puuchhuu.N ) \-2 aa_iinaa jo kahaa hai \-2 tuu husn kii raanii hai \-2 kyaa ye hii jawaanii hai \-2 ( kyaa kahuu.N ke kaun aa kar kyaa kahuu.N ke kaun aa kar sapano.n me.n bulaataa hai ) \-2 khulate hii merii aa.Nkhe.n \-2 jaane kahaa.N jaataa hai \-2 ye merii kahaanii hai \-2 kyaa ye hii jawaanii hai \-2 jaate huye bachapan se ( jaate huye bachapan se aate huye jauvan se ) \-2 dono.n se mai.n kahatii huu.N \-2 ye dil kii na_ii hai duniyaa \-2 ab kaise basaanii hai \-2 kyaa ye hii jawaanii hai \-2 % #endindian \endsong