% \startsong \stitle{raaho.n me.n chhaa_ii.n itanii ra.ngiiniyaa.n}% \film{Dillagi}% \year{1999}% \starring{Sunny Deol, Bobby Deol, Urmila Matondkar}% \singer{Udit Narayan, Shankar Mahadevan, Alka Yagnik, Chorus}% \music{Shankar Ehsaan Loy}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % raaho.n me.n chhaa_ii.n itanii ra.ngiiniyaa.n dekhuu.n jidhar bhii hai.n nazaare javaa.n harapal zi.ndagii me.n ik na_ii baat hai haa.n mujhako ik nashaa saa jaise din raat hai jaanam agar hai.n ye nazaare javaa.n chhaa_ii.n agar hai.n itanii ra.ngiiniyaa.n ye naa bhuul jaanaa ko_ii saath hai haatho.n me.n tumhaare ko_ii haath hai raaho.n me.n chhaa_ii.n \threedots aa_uu har kadam par har gha.Dii hai nayaa ik samaa.n aaj kyuu.n ye sochanaa kal thaa biitaa kahaa.n kal hii to mile the ham tumase naa bhuulanaa ye daastaa.n he thamataa nahii.n hai dil kaa ye kaaravaa.n merii nazar hai ab yahaa.n ab vahaa.n ye naa bhuul jaanaa \threedots ba.Dh ga_ii.n betaabiyaa.n ba.Dh ga_ii.n dha.Dakane.n vo jo kal ik Kvaab the kal mile.nge hame.n kal paa_egaa dil apanii ma.nzil jhuume.nge zamii.n aasamaa.n raaho.n me.n chhaa_ii.n \threedots saiyo sa na na he he he he he he % #endindian \endsong