% \startsong \stitle{teraa palluu sarakaa jaa_e re}% \film{Dulhan Hum Le Jaayenge}% \year{2000}% \starring{Salman Khan, Karisma Kapoor, Om Puri, Paresh Raval, Anupam Kher}% \singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik, Chorus}% \music{Himesh Reshammiya}% \lyrics{Sudhakar Sharma}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % teraa palluu sarakaa jaa_e re bas to phir ho jaa_e o haa paraa o haa paraa o haa paraa o haa paraa o saajan abhii hu_ii huu.n raajii pahale shaadii to ho jaa_e o haa paraa o haa paraa o haa paraa o haa paraa o teraa palluu sarakaa \threedots huu.n puuchh le apane dil se kyuu.n hai ye bechain kyuu.n saajan ke sapane dekhe.n tere nain saajan saajan o saajan ye sab hai tere kaaraN Dolii lekar aajaa bajaa de bai.nD baajaa ab tuu der naa kar aajaa jaldii aajaa are terii agar hai yahii tamannaa to phir ho jaa_e teraa palluu sarakaa \threedots baa.nke sajanaa tum hamako sataayaa naa karo naa karo yuu.n naa shor machaayaa karo huu.n betaabii me.n aksar aisaa hotaa hai pyaar me.n duurii sahanaa mushqil hotaa hai jaanam jaanam o jaanam maanaa pyaar kaa hai mausam magar ai yaar sa.mbhal tuu merii majabuurii samajh tuu nibhaanii rasme.n ho.ngii to puurii kasame.n ho.ngii are kasam hai rasm nibhaa_e.nge ham to phir ho jaa_e teraa palluu sarakaa \threedots % #endindian \endsong