% \startsong \stitle{dil diivaanaa naa jaane kab kho gayaa ... kuchh ho gayaa merii jaa.n}% \film{Daag - The Fire}% \year{1999}% \starring{Sanjay Dutt, Chandrachur Singh, Mahima Chaudhary}% \singer{Kumar Sanu, Anuradha Paudwal/ Anuradha Paudwal}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % %Part 1: % dil diivaanaa ho dil diivaanaa naa jaane kab kho gayaa tuune aise dekhaa ke kuchh ho gayaa kuchh ho gayaa kuchh ho gayaa kuchh ho gayaa merii jaa.n dil diivaanaa naa \threedots in lamho.n me.n dard hai is mausam me.n pyaas hai pahale pahale pyaar kaa ye kaisaa ehasaas hai ho har pal mazaa aane lagaa ye kyaa nashaa chhaane lagaa kuchh ho gayaa \threedots na_ii bekhudii hai na_ii aag hai labo.n pe labo.n kaa hasii.n daag hai merii jaan kaise nikalane lagii terii ik chhu_an se pighalane lagii ho kuchh ho gayaa \threedots in aa.Nkho.n ko dekh ke in ho.nTho.n ko chuum ke jiinaa hai ab saathiyaa pyaar se yuu.n hii jhuum ke ho ye faasalaa kyuu.n hai sanam aa to.D de.n saarii kasam kuchh ho gayaa \threedots % %Part 2: % dil diivaanaa ho dil diivaanaa naa jaane kab kho gayaa tuune aise dekhaa ke kuchh ho gayaa kuchh ho gayaa kuchh ho gayaa kuchh ho gayaa merii jaa.n dil diivaanaa naa \threedots bikharuu.n aise aaj mai.n in baaho.n se chhuuT ke haay jaise farsh pe shiishaa bikhare TuuT ke taubaa merii kyaa kar ga_ii aa_e khyaal haa.n mai.n mar ga_ii ho kuchh ho gayaa \threedots na_ii bekhudii hai na_ii aag hai labo.n pe labo.n kaa hasii.n daag hai merii jaan kaise nikalane lagii terii ik chhu_an se pighalane lagii ho kuchh ho gayaa \threedots miiThii miiThii ye havaa bhiigii bhiigii raat hai haay ba.Dii dilanashii.n apanii mulaakaat hai ye silasilaa yuu.n hii chale so jaa merii zulfo.n tale kuchh ho gayaa \threedots % #endindian \endsong