% \startsong \stitle{jab la.Dakii siiTii bajaa_e aur la.Dakaa chhat par aa_e ... maamalaa ga.Daba.D hai}% \film{Dharam Adhikaari}% \year{1986}% \starring{Dilip Kumar, Jitendra, Sridevi, Pran, Kader Khan, Shakti Kapoor}% \singer{Shabbir Kumar, Asha}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Indivar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jab la.Dakii siiTii bajaa_e aur la.Dakaa chhat par aa_e taakaa jhaa.nkii dono.n me.n ho jaa_e to samajho maamalaa ga.Daba.D hai jab la.Dakaa kaa.NTaa chubhaa_e phir bhii la.Dakii muskaa_e gudagudii dono.n ko ho jaa_e to samajho maamalaa ga.Daba.D hai aa.ngan me.n galiyan me.n galiyan me.n bagiyan me.n jab dono.n milane lage ho.nTh jab la.Dakaa aa.Nkhe.n Daale aur la.Dakii aa.Nchal sambhaale dekhaa dekhii dono.n me.n ho jaa_e to samajho maamalaa ga.Daba.D hai jab la.Dakii siiTii bajaa_e \threedots apano.n se bhaage jab bistar me.n jaage jab takiye se lipaTe rahe aane me.n Takaraa_e jaane me.n Takaraa_e dono.n hii simaTe rahe jab la.Dakii chuu.Dii khanakaa_e aur la.Dakaa kamare me.n aa_e chhe.Daa chhe.Dii dono.n me.n ho jaa_e to samajho maamalaa ga.Daba.D hai jab la.Dakii siiTii bajaa_e \threedots % #endindian \endsong