% \startsong \stitle{dil ke jharokhe me.n aajaa ... chaa.Nd saa mukha.Daa dikhaa jaa ... saathiyaa beliyaa}% \film{Dil Ke Jharokhe Mein}% \year{1997}% \starring{Manisha, Vikas Bhalla, Mamik, Praveen Dastur, Kulbhushan}% \singer{Alka Yagnik, Kumar Sanu}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % saathiyaa beliyaa saathiyaa beliyaa aajaa aajaa aajaa aajaa dil ke jharokhe me.n aajaa cha.ndaa saa mukha.Daa dikhaa jaa R^itu yahii pyaar kii hai dilabar yaar kii hai sunane kii ek baat hai aajaa saathiyaa beliyaa ab to aajaa pukaare.n tujhe pyaar kii vaadiyaa.n har tamannaa merii raah dekhe terii jaan\-e\-jaa.n bekaraar i.ntazaar ye is dil kii viiraaniyaa.n dil ke jharokhe me.n aajaa \threedots kho gayaa bachapanaa aa rahe hai.n javaanii ke din dekho naa laa_e hamako kahaa.n zi.ndagaanii ke din aur naa jaane kyaa aage dikhalaa_e.n terii meharabaaniyaa.n dil ke jharokhe me.n aajaa \threedots % #endindian \endsong