% \startsong \stitle{kis vidhi karuu.N bakhaan ... ajab terii kaariigarii karataar}% \film{Dus Laakh}% \year{1966}% \starring{Sanjay Khan, Babita, Pran, Helen}% \singer{Rafi, Krishna Kalle/ Rafi}% \music{Ravi}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10686 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ra \: kis vidhi karuu.N bakhaan prabhuu tere koTi\-koTi upakaar kal tak thii khaalii jholii aaj bhare bha.nDaar ajab terii kaariigarii karataar \-2 kri \: samajh na aa_e maayaa terii badale ra.ng hazaar do \: ajab terii kaariigarii \threedots ra \: dene vaale tuune ye ghar Kushiyo.n se bhar Daalaa ko \: o Kushiyo.n se bhar Daalaa kri \: tuu sabase ba.Daa hai daanii terii liilaa kisane jaanii ra \: jag soch\-soch gayaa haar ajab terii kaariigarii \threedots kri \: chhoTaa saa sa.nsaar hamaaraa svarg banaa_e rakhanaa ko \: haa.N svarg banaa_e rakhanaa ra \: is bagiyaa me.n sadaa Kushii ke phuul khilaa_e rakhanaa chaahe raajaa ho yaa bhikhaarii kri \: tuune vipadaa sabakii Taarii ra \: are vaah re paalanahaar ajab terii kaariigarii \threedots % % Part 2: % ra \: ghar vaale ghar se nikale hokar aaj paraa_e teraa kaisaa ye sa.nsaar ajab terii kaariigarii \threedots kisakii nazar lagii is ghar ko bikhar ga_e sab tinake murajhaa_ii hai.n ye kaliyaa.N khilane ke din the jinake ko_ii yuu.N na ho laachaar ajab terii kaariigarii \threedots % #endindian \endsong