% \startsong \stitle{mai.n paagal meraa manavaa paagal}% \film{Aashiana}% \year{1952}% \starring{}% \singer{Talat}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Biju Parameshwaran (paramesh@enuxsa.eas.asu.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Arun Mahajan (amahajan@synoptics.com) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % mai.n pAgal meraa manavA pAgal pAgal merI priit re pagale\-pan kii pii.D vo jaane bichha.De jisakaa miit re mai.n pAgal meraa manavaa paagal \threedots kahe ye duniyA mai.n diivaanaa din me.n dekhU.N sapane diivaanii duniyA kyA jaane \- 2 ye sapane hai.n apane \- 2 ghaayal man kii ha.nsii u.Daaye ye duniyA kii riit re, mai.n paagal \threedots chhupii huii merI kaayaa me.n raakh kisii paravaane kii ye meraa dukhiyaa jiivan hai ruuh kisii dIvaane kii man ke TuuTe taar bajaakar gaaU.N apane giit re mai.n pAgal meraa manavA pAgal pAgal merI priit re, mai.n paagal \threedots % #endindian \endsong %