% \startsong \stitle{ham bulaate hii rahe tum jalaate hii rahe}% \film{Dekh Kabiraa Royaa}% \year{1957}% \starring{Ameeta, Anita Guha, Shubha Khote, Anoop Kumar, Daljeet}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11955 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ra \: ham bulaate hii rahe tum jalaate hii rahe o sanam ye kahaa.N kii mohabbat hai aa \: yuu.N sataayaa na karo dil jalaayaa na karo hamane kah to diyaa ke mohabbat hai ra \: ham bulaate hii rahe tum jalaate hii rahe o sanam ye kahaa.N kii mohabbat hai ham bulaate hii rahe tum jalaate hii rahe aa \: ( siikhii hai.n kahaa.N se ye shiqaayate.n achchhii nahii.n dekho aisii aadate.n ) \-2 ra \: muskuraate bhii nahii.n paas aate bhii nahii.n hame.n kaise yaqii.n aaye ulfat hai aa \: yuu.N sataayaa na karo dil jalaayaa na karo hamane kah to diyaa ke mohabbat hai ra \: ham bulaate hii rahe tum jalaate hii rahe o sanam ye kahaa.N kii mohabbat hai ham bulaate hii rahe tum jalaate hii rahe ra \: ( ham tumhe.n apanaa banaa chuke dil kii ye duniyaa luTaa chuke ) \-2 aa \: ham tumhaare hai.n sanam le lo ko_ii bhii qasam hamane kab ye kahaa tumase nafarat hai ra \: ham bulaate hii rahe tum jalaate hii rahe o sanam ye kahaa.N kii mohabbat hai aa \: yuu.N sataayaa na karo dil jalaayaa na karo hamane kah to diyaa ke mohabbat hai ra \: ham bulaate hii rahe tum jalaate hii rahe % #endindian \endsong