% \startsong \stitle{mai.n to chalaa jidhar chale rastaa}% \film{Dhadkan}% \year{1972}% \starring{Sanjay, Mumtaz, Rupesh Kumar, David, Achala, Sachdev, Bindu}% \singer{Kishor}% \music{Ravi}% \lyrics{Ravi, Prem Dhawan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10688 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mai.n to chalaa jidhar chale rastaa \-2 tujhe kyaa Kabar hai kahaa.N merii ma.nzil hogaa ko_ii meraa bhii saathii \-2 hogii kahii.n to merii bhii mahafil mai.n to chalaa \threedots ye husn\-o\-ishq kaa jahaa.N ye shoKiyaa.N ye mastiyaa.N ye parvato.n ke qaafile ye baadalo.n kii Toliyaa.N puuchhatii hai.n mujhase tuu chalaa hai ( kidhar ) \-3 mai.n to chalaa \threedots mujhako ishq bahaaro.n se in ra.ngiin nazaaro.n se maine chalanaa siikhaa hai dariyaa ke bahate dhaaro.n se ye gunagunaatii vaadiyaa.N ye phuulo.n bharii Daaliyaa.N taaj pahane barf kaa ye jagamagaatii choTiyaa.N puuchhatii hai.n mujhase tuu chalaa hai ( kidhar ) \-3 mai.n to chalaa \threedots % #endindian \endsong