% \startsong \stitle{mai.n shaayar badanaam, ho mai.n chalaa mai.n chalaa}% \film{Namak Haraam}% \year{1973}% \starring{Rajesh Khanna, Amitabh, Simi, Rekha}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Shripad Lale (lale@cent.gud.siemens.co.at) % Credits: Navin Kabra (navin@cs.wisc.edu) % Editor: Anil R. University of Florida (raghani@oak.circa.ufl.edu.) % \printtitle #indian % mai.n shaayar badanaam, ho mai.n chalaa, mai.n chalaa mahafil se naakaam, ho mai.n chalaa, mai.n chalaa mai.n shaayar badanaam mere ghar se tumako, kuchh saamaan milegaa diivaane shaayar kaa, ek diivaan milegaa aur ik chiiz milegii, TUTaa khaalii jaam ho mai.n chalaa, mai.n chalaa mai.n shaayar badanaam sholo.n pe chalanaa thaa, kaa.NTo.n pe sonaa thaa aur abhii jii bharake, kismat pe ronaa thaa jaane aise kitane, bAkii chho.Dake kaam ho mai.n chalaa, mai.n chalaa mai.n shaayar badanaam rastaa rok rahii hai, tho.Dii jaan hai baakii jaane TUTe dil me.n, kyaa aramaan hai baakii jaane bhii de ai dil, sabako merA salaam ho mai.n chalaa, mai.n chalaa mai.n shaayar badanaam % #endindian \endsong %