% \startsong \stitle{is duniyaa me.n ai dilavaalo.n dil kaa lagaanaa khel nahii.n}% \film{Dillagi}% \year{1949}% \starring{Shyam, Suraiya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu}% \singer{Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10621 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % is duniyaa me.n ai dilavaalo.n dil kaa lagaanaa khel nahii.n ulfat karanaa khel hai lekin kar ke nibhaanaa khel nahii.n jabase hu_e hai.n duur vo hamase ( Dhuu.NDh rahii hai unako nazar ) \-2 ( haay re o bedard zamaane ) \-2 ye bhii nahii.n hai unako Kabar aag lagii hai dil me.n kuchh aisii jisakaa bujhaanaa khel nahii.n is duniyaa me.n \threedots laakha sataa_e.N pyaar ke dushman ( bhuul sake.nge unako na ham ) \-2 ( aur ba.Dhegii unakii mohabbat ) \-2 jitane bhii ho.nge zulm\-o\-sitam kahade ko_ii naadaano.n se hamako miTaanaa khel nahii.n is duniyaa me.n \threedots % #endindian \endsong