% \startsong \stitle{tere kuuche me.n aramaano.n kii duniyaa le ke aayaa huu.N}% \film{Dillagi}% \year{1949}% \starring{Shyam, Suraiya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu}% \singer{Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10622 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % tere kuuche me.n aramaano.n kii duniyaa le ke aayaa huu.N tujhii par jaan dene kii tamannaa le ke aayaa huu.N tere kuuche me.n \threedots jigar me.n dard dil me.n Tiis aur aa.Nkh me.n do aa.Nsuu \-2 zaraa tuu dekh le aa kar mai.n kyaa\-kyaa le ke aayaa huu.N tere kuuche me.n \threedots vo afasaanaa mohabbat kaa kabhii jo tuune chhe.Daa thaa \-2 vo afasaanaa ho.nTho.n par adhuuraa le ke aayaa huu.N tere kuuche me.n \threedots % #endindian \endsong