% \startsong \stitle{khoyaa\-khoyaa chandaa kho_e\-kho_e taare}% \film{Door Gagan Ki Chhaon Mein}% \year{1964}% \starring{Kishore, Supriya Chowdhury, Amit Kumar}% \singer{Asha}% \music{Kishore}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11481 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % khoyaa\-khoyaa chandaa kho_e\-kho_e taare so ga_e tuu bhii so jaa chaa.Nd hamaare \-2 khoyaa\-khoyaa chandaa \threedots o o leke jaaduu kii chha.Dii aa_ii sapano.n kii parii ruup\-nagarii me.n tujhe chho.D aa_egii abhii hai vo sapano.n kaa jahaa.N ik melaa hai vahaa.N des\-parades ke bachche chale vahaa.N niile aakaash kii ga.ngaa ke kinaare khoyaa\-khoyaa chandaa \threedots jhuulaa chaa.Ndii kaa pa.Daa hiire\-panno.n se ja.Daa reshamii Dor ba.Ndhii jhuulegaa laal meraa jab bhii tuu pii.ng bhare jaa ke baadal ko chhu_e chhuule bijalii ko to vo khilakhilaa pa.De aur chhup jaa_e kahii.n laaj ke maare khoyaa\-khoyaa chandaa \threedots kahii.n ko_ii giit gaa_e ko_ii ba.nshii bajaa_e aur ko_ii Dhol li_e dhin\-dhin tak sunaa_e sab pe ik ra.ng pa.De ko_ii bhii bach na sake pyaar aur milaap kaa gulaal yuu.N u.De hil\-mil ke ko_ii jiite ko_ii haare khoyaa\-khoyaa chandaa \threedots % #endindian \endsong