% \startsong \stitle{banaa ke meraa muqaddar ... kyaa yuu.N hii ruuTh ke}% \film{Door Ki Awaz}% \year{1964}% \starring{Joy Mukherjii, Saira Bano, Om Prakash, Pran, Johny Waker, Manorama}% \singer{Rafi}% \music{Ravi}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10693 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % banaa ke meraa muqaddar bigaa.Dane vaale javaab de o meraa ghar ujaa.Dane vaale kyaa yuu.N hii ruuTh ke jaane ko mohabbat kii thii \-2 zindagii merii miTaane ko mohabbat kii thii kyaa yuu.N hii \threedots aa.Nkh me.n aa.Nsuu lab pe kahaanii terii mujhako ta.Dapaatii hai din\-raat nishaanii terii kyaa mujhe tuune rulaane ko mohabbat kii thii kyaa yuu.N hii \threedots o mujhe bhuulane vaale tuu kahaa.N hai aajaa kyaa hu_ii mujhase Kataa ye to zaraa batalaa jaa yaa ye kah de ke dikhaane ko mohabbat kii thii kyaa yuu.N hii \threedots % #endindian \endsong