% \startsong \stitle{dillagii ne dii havaa tho.Daa saa dhu_aa.N uThaa}% \film{Dostaanaa}% \year{1980}% \starring{Amitabh, Shatrughan, Zeenat}% \singer{Kishor, Asha}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11300 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ki \: dillagii ne dii havaa tho.Daa saa dhu_aa.N uThaa aur aag jal ga_ii terii\-merii dostii pyaar me.n badal ga_ii ( terii\-merii dostii ) \-2 pyaar me.n badal ga_ii aa \: dillagii ne dii havaa \threedots do \: dillagii ne dii havaa \threedots aa \: pahale\-pahale kam mile phir to Kuub ham mile ek mulaaqaat me.n usakii baat\-baat me.n jaane tuune kyaa kahaa jaane maine kyaa sunaa tuune kiyaa mazaaq merii jaan nikal ga_ii ki \: terii\-merii dostii \threedots do dilo.n ke mel me.n is nazar ke khel me.n aise dil dha.Dak gayaa shor duur tak gayaa kyaa ye Kuun maaf hai ye ko_ii insaaf hai aa.Nkho.n kaa thaa qasuur chhurii dil pe chal ga_ii aa \: terii\-merii dostii \threedots terii bhii Kataa nahii.n merii bhii Kataa nahii.n \-2 dono.n pe shabaab hai umr ye Karaab hai ki \: shauq shaayarii kaa hai sher ye kisii kaa hai dekhaa jo husn\-e\-yaar tabiiyat machal ga_ii do \: terii\-merii dostii \threedots % #endindian \endsong