% \startsong \stitle{meraa to jo bhii qadam hai vo terii raah me.n hai}% \film{Dosti}% \year{1964}% \starring{Sushil Kumar, Sudhir Kumar, Baby Farida, Uma, Sanjay Khan}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10949 [V S Rawat] % \printtitle #indian % ( meraa to jo bhii qadam hai wo terii raah me.n hai ) \-2 ke tuu kahii.n bhii ke tuu kahii.n bhii rahe tuu merii nigaah me.n hai meraa to jo bhii qadam hai wo terii raah me.n hai ke tuu kahii.n bhii rahe tuu merii nigaah me.n hai ( kharaa hai dard kaa riishataa to phir judaa_ii kyaa ) \-2 judaa to hote hai.n wo khoT jinakii chaah me.n hai meraa to jo bhii qadam hai wo terii raah me.n hai ke tuu kahii.n bhii rahe tuu merii nigaah me.n hai ( chhupaa hu_aa saa mujhii me.n hai tuu kahii.n ai dost ) \-2 merii ha.Nsii me.n nahii.n hai to merii aah me.n hai meraa to jo bhii qadam hai wo terii raah me.n hai ke tuu kahii.n bhii ke tuu kahii.n bhii rahe tuu merii nigaah me.n hai meraa to jo bhii qadam hai wo terii raah me.n hai ke tuu kahii.n bhii rahe tuu merii nigaah me.n hai % #endindian \endsong