% \startsong \stitle{maine ra.ng lii aaj chunariyaa sajanaa tore ra.ng me.n}% \film{Dulhan Ek Raat Ki}% \year{1966}% \starring{Nutan, Dharmendra, Rehman, Johnny Walker}% \singer{Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Raja Mehandi Ali Khan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10563 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: Based on novel ##'Tess of the D'urberville## by Thomas Hardy % \printtitle #indian % maine ra.ng lii aaj chunariyaa sajanaa tore ra.ng me.n \-2 maine ra.ng lii \threedots jiyaa moraa chaahe mai.n bhii kheluu.N o sajanavaa holii aise raadhaa ne kanhaiyaa se prem kii holii khelii jaise prem ke mai.n ra.ng phe.nkuu.n bin tumhaare kuchh na dekhuu.N maine ra.ng lii \threedots kitane jatan se ye ruup sajaayaa maine sajanaa so_e hu_e sapane ko phir jagaayaa maine sajanaa mai.n to Duubii prem ras me.n ab nahii.n mai.n apane bas me.n maine ra.ng lii \threedots jaldii se aa merii baavarii a.Nkhiyaa.N terii pyaasii charaNo.n me.n tere piyaa svarg basaa le tere daasii tum bataa do mere kyaa ho mai.n to jaanuu.N devataa ho maine ra.ng lii \threedots % #endindian \endsong