% \startsong \stitle{yaad na kar dil\-e\-hazii.n bhuulii hu_ii kahaaniyaa.N}% \film{Deccan Queen}% \year{1936}% \starring{Surendra, Aruna Devi, Ramchandra, Pande}% \singer{Surendra Nath}% \music{Pransukh Nayak}% \lyrics{Jiya Sarhadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11335 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: First film and First song of Surendra Nath % Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #71 under Geetanjali #61 % \printtitle #indian % yaad na kar dil\-e\-hazii.n bhuulii hu_ii kahaaniyaa.N yaar kii bazm\-e\-naaz me.n guzarii hu_ii javaaniyaa.N terii balaa me.n jaan\-e\-jaa.N rote hai.n ham to kyaa hu_aa ishq me.n yuu.N hii be\-suquu.N kaTatii hai.n zindgaaniyaa.N aapako mujhase ishq thaa isali_e aap chup rahe kahatii rahii dabii zubaa.N aapakii bezubaaniyaa.N % #endindian \endsong