% \startsong \stitle{ye duniyaa kaisii hai bhagavaaan}% \film{Deewaanaa}% \year{1952}% \starring{Suraiyya, Suresh, Sumitra, Shaam Kumar, Amirbai Karnataki}% \singer{Hridaynath Mangeshkar}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11392 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #56 under Geetanjali #46 % \printtitle #indian % ye duniyaa kaisii hai bhagavaan jahaa.N mar\-mar ke ji_e insaan kahane do tum aaj mujhe afasaanaa ik dukhiyaarii kaa jisake bhole man me.n ek din laagaa tiir shikaarii kaa pyaar hu_aa dono.n me.n phir bhii nikale nahii.n aramaan ye duniyaa kaisii \threedots diip Kushii ke bujh ga_e jal ke lag ga_ii aag javaanii me.n jag vaalo.n ne zahar milaayaa pyaar ke miiThe paanii me.n ( bichha.D gayaa ) \-2 naiyyaa se khivaiyaa aayaa vo tuufaan ye duniyaa kaisii \threedots pa.Dii hai us bekas kii naiyyaa ab tak Gam ke dhaare pe chho.D jise bedard khivaiyaa pahu.Nchaa aap kinaare pe chaar dino.n me.n pyaar kii qasame.n bhuul gayaa naadaan ye duniyaa kaisii \threedots rotii hai din\-raat vo birahan yaad me.n pyaare saajan kii o maalik insaaf to kar kyaa riit yahii hai jiivan kii luuT ke ek nirdhan kii duniyaa mauj kare dhanavaan ye duniyaa kaisii \threedots % #endindian \endsong