% \startsong \stitle{kaagaz kii merii naav aur duur kinaaraa hai}% \film{Do Dil}% \year{1947}% \starring{Suraiyya, Motilal, Karan Deewan, Gulab, Badri Prasad}% \singer{Suraiya, Mukesh}% \music{Govind Ram}% \lyrics{D N Madhok}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12582 [V S Rawat], 10/02/2004 % \printtitle #indian % su \: kaagaz kii merii naav kaagaz kii merii naav aur duur kinaaraa hai \-2 mu \: is Dolatii na_iyaa kaa \-2 ab kaun sahaaraa hai su \: kaagaz kii merii naav aur duur kinaaraa hai kaagaz kii merii naav su \: aa.Nsuu bhii chhalakate hai.n aur Gam kii ghaTaaye.n hai.n \-2 aavo merii aa.Nkho.n me.n \-2 saawan kaa nazaaraa hai mu \: is Dolatii na_iyaa kaa \-2 ab kaun sahaaraa hai su \: kaagaz kii merii naav aur duur kinaaraa hai kaagaz kii merii naav mu \: hamane terii aa.Nkho.n me.n ek duniyaa basaa_ii thii \-2 jab tum hii phire hamase phir kaun hamaaraa hai is Dolatii na_iyaa kaa ab kaun sahaaraa hai su \: kaagaz kii merii naav aur duur kinaaraa hai kaagaz kii merii naav % #endindian \endsong %