% \startsong \stitle{mai.n zi.ndagii me.n haradam rotaa hii rahaa huu.N}% \film{Barsaat}% \year{1949}% \starring{Raj Kapoor, Nargis, Premnath}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % mai.n zi.ndagii me.n haradam rotaa hii rahaa huu.N rotaa hii rahaa huu.N, ta.Dapataa hii rahaa huu.N mai.n zi.ndagii \threedots ummiid ke diye bujhe dil me.n hai a.ndheraa jiivan kaa saathii na banaa koI bhii meraa phir kisake liye phir kisake liye aaj mai.n jiitaa hii rahaa huu.N mai.n zi.ndagii \threedots rah\-rah ke ha.Nsaa hai merii haalat pe zamaanaa kyaa dukh hai mujhe ye to kisii ne bhii na jaanaa Kaamosh Kaamosh mohabbat liye phirataa hii rahaa huu.N mai.n zi.ndagii \threedots aaI na mujhe raas mohabbat kii phizaaye.n sharamaaI merii aa.Nkh se saavan kii ghaTaae.n laharo.n me.n sadaa laharo.n me.n sadaa Gam ko bahaataa hii rahaa huu.N mai.n zi.ndagii \threedots % #endindian \endsong %