% \startsong \stitle{phir tere shahar me.n luTane ko chalaa aayaa huu.N}% \film{Ek Musafir Ek Hasina}% \year{1962}% \starring{Joy Mukherjee, Sadhana}% \singer{Rafi}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Shevan Rizvi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10521 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % phir tere shahar me.n luTane ko chalaa aayaa huu.N \-2 phir vahii jaan vahii dil laayaa huu.N phir tere shahar me.n \threedots dekh kis shaan se aayaa hai teraa saudaa_ii shor baajo.n kaa kahii.n hai to kahii.n shahanaa_ii saarii duniyaa ko mai.n tamaashaa_ii banaa laayaa huu.N phir tere shahar me.n \threedots tuu na ghabaraa ke teraa ghuu.NghaT mai.n na uThane duu.Ngaa zindagii chaahe luTe pyaar mai.n na luTane duu.Ngaa dil ke shiishe ko patthar kaa banaa laayaa huu.N phir tere shahar me.n \threedots terii is maa.Ng me.n sinduur sajaane ke li_e surK me.nhadii tere haatho.n me.n rachaane ki li_e Kuun\-e\-dil laayaa huu.N aur Kuun\-e\-jigar laayaa huu.N phir tere shahar me.n \threedots baat rah jaatii insaan rahe yaa na rahe yaar kii aan rahe jaan rahe yaa na rahe yaar ke naam par miTane to chalaa aayaa huu.N phir tere shahar me.n \threedots % #endindian \endsong