% \startsong \stitle{tho.Daa-tho.Daa sone kaa ra.ng ... tab ye meraa badan ... banaayaa gayaa}% \film{Ek Aur Ek Gyarah}% \year{2003}% \starring{Sajnay Dutt, Govinda, Amrita Arora, Nandini Singh}% \singer{Sneha Pant, Udit Narayan}% \music{Shankar-Ehsaan-Loy}% \lyrics{Sameer}% % % contributor: BOL ANAMOL #11780 [V S Rawat] % producer: Mukta Arts Ltd, Subhash Ghai, www.muktaarts.com % director: David Dhawan % audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com % cassette: Royal SHFC 1/3355 Stereo, Cost: Rs 50/-, CD: % website: www.ekaurekgyarah.com % \printtitle #indian % sne \: ( tho.Daa-tho.Daa sone kaa ra.ng tho.Dii-tho.Dii chaa.Ndii kii chamak ) \-2 tho.Daa kaliyo.n kaa ras jab milaayaa gayaa milaayaa gayaa tab ye meraa badan jaan\-e\-man banaayaa gayaa banaayaa gayaa tho.Daa-tho.Daa sone kaa ra.ng tho.Dii-tho.Dii chaa.Ndii kii chamak ko_ii mujh saa yahaa.N Kuubasuurat nahii.n mujhe gahano.n kii ko_ii zaruurat nahii.n ho chaa.Nd kii chaa.Ndanii bhii maddham lage ko_ii bhii ho mere saamane kam lage tho.Daa-tho.Daa mahakaa gulaab tho.Dii-tho.Dii chhalakii sharaab tho.Daa kaliyo.n kaa ras jab milaayaa gayaa tab ye meraa badan jaan\-e\-man banaayaa gayaa jo mujhe dekh le dekhataa hii rahe mere baare me.n vo sochataa hii rahe ho aa mujhe apanii baa.Nho.n me.n bhar le sanam pyaar tuu mujhase jii bhar ke kar le sanam u \: tho.Daa-tho.Daa tho.Daa hijaab tho.Dii-tho.Dii mastii shabaab tho.Daa kaliyo.n kaa ras jab milaayaa gayaa milaayaa gayaa tab ye teraa badan jaan\-e\-man banaayaa gayaa banaayaa gayaa tho.Daa-tho.Daa sone kaa ra.ng tho.Dii-tho.Dii chaa.Ndii kii chamak sne \: tho.Daa-tho.Daa u \: sone kaa ra.ng sne \: tho.Dii-tho.Dii u \: chaa.Ndii kii chamak sne \: ( tho.Daa u \: tho.Daa sne \: tho.Dii u \: tho.Dii ) \-2 % #endindian \endsong