% \startsong \stitle{dekhe.n bhii to kyaa dekhe.n ... hamane tumhe.n paa liyaa}% \film{Farz}% \year{2000}% \starring{Sunny Deol, Preity Zinta}% \singer{Lata, Udit Narayan, Chorus}% \music{Uttam Singh}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % huu.n dekhe.n bhii to kyaa dekhe.n tumhaare sivaa chaahe.n bhii to kyaa chaahe.n tumhaare sivaa soche.n bhii to kyaa soche.n tumhaare sivaa maa.nge.n bhii to kyaa maa.nge.n tumhaare sivaa hamane tumhe.n paa liyaa o ji.nd jaaN maahiyaa ho dekhe.n bhii to kyaa \threedots terii chuu.Diyo.n se sadaa aa rahii hai zaraa sii ye duurii bhii ta.Dapaa rahii hai ye kyaa kah rahii hai paayal kii chhamachham sanam aa gayaa hai mohabbat kaa mausam hamane tumhe.n paa liyaa \threedots tumhe.n furasato.n me.n rab ne banaayaa bhulaa ke jahaa.n tumako jaa.n me.n basaayaa terii khushbu_e.n hai.n mahakatii ye saa.Nse.n teraa aa_iinaa hai.n merii dono.n aa.Nkhe.n sanam dono.n aa.Nkhe.n dekhe.n bhii to kyaa \threedots tumhe.n dekhane se sanam dard jaa_e tere baaju_o.n me.n hame.n chain aa_e ye kyaa ho gayaa dil sa.mbhaale na sa.mbhale terii garmiyo.n se meraa jism pighale hamane tumhe.n paa liyaa \threedots sanam hamane baa.Ndhaa ye janmo.n kaa ba.ndhan tumhaare li_e hai hamaaraa ye jiivan baraso.n kii maa.ngii du_aa ra.ng laa_ii tum kyaa mile mil ga_ii ye khudaa_ii haa.n ye khudaa_ii o dekhe.n bhii to kyaa \threedots % #endindian \endsong