% \startsong \stitle{kyuu.n ham tum mile kyuu.n gul hai.n khile}% \film{Gang}% \year{1999}% \starring{Jackie Shroff, Juhi Chawala, Nana Patekar, Kumar Gaurav, Javed Jaffery}% \singer{Alka Yagnik, Annu Malik}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kyuu.n ham tum mile kyuu.n gul hai.n khile kyuu.n mahakii fizaa kyuu.n mahakii havaa kyuu.n chhaayaa nashaa kyuu.n ye sab hu_aa kyuu.n do dil muhabbat me.n diivaane se ho ga_e hai.n bataa kyaa hone ko hai kyaa khone ko hai kyaa mausam hai ye kyaa aalam hai ye kyaa ab ham kare.n kyaa kuchh naa kahe.n kyaa duniyaa kii aa.Nkho.n se chhup chhup ke bas yuu.n hii milate rahe.n kyuu.n ham tum mile \threedots kaise kahuu.n mai.n haal\-e\-dil kaise kahuu.n aa mujhase mil kaise kahuu.n kaho pyaar hai kaise kahuu.n ikaraar hai kab paas aa_ogii kab apanaa_oge kab bahakaa_oge kab hogaa milan kab jhuume.nge tan kab gaaye.nge man kab aa_e.ngii aisii bahaare.n ki mahakegaa dil kaa chaman kyuu.n ham tum mile \threedots kitane hasii.n din raat hai.n kitane hasii.n jazbaat hai.n kitanii hasii.n hai aarazuu kitanii hasii.n lagatii hai tuu kisako hai pataa kisako hai khabar kis dil me.n sazaa kis aramaa.n kaa ghar kis dil me.n bunaa kis dil me.n basaa kis muhabbat me.n dekhe hu_e ik hasii.n khvaab kaa ik nagar kyuu.n ham tum mile \threedots % #endindian \endsong