% \startsong \stitle{o bedardii kyuu.N ta.Dapaa_e ... o madhubainii kaahe lubhaa_e}% \film{Godaan}% \year{1963}% \starring{Rajkumar, Kamini Kaushal, Mahmuud}% \singer{Geeta, Mahendra Kapoor, Chorus}% \music{Ravishankar}% \lyrics{Anjaan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10026 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % gii \: o bedardii kyuu.N ta.Dapaa_e jiyaraa moraa rijhaay ke o niradardii mai.n pachhataa_ii tujhase nehaa lagay ke ma \: o madhubainii kaahe lubhaa_e miiThii taan sunaay ke o mR^iganayanii kaahe rijhaa_e nainan baan chalaay ke gii \: o bedardii kyuu.N ta.Dapaa_e \threedots gii \: jab se dekhaa tujhe sajanavaa mai.n sapano.n me.n kho ga_ii o nirmohii chupake chupake mai.n to terii ho ga_ii mujhase nain churaa_e balamavaa dil kaa chain churaay ke o bedardii kyuu.N ta.Dapaa_e \threedots ma \: indradhanuSh sii torii chunariyaa hiraday par chhaa jaa_e re sa.nvar sa.nvar kar gorii gujariyaa jag jaise chhal jaa_e re tohan mantar kaahe chalaa_e madhur madhur muskaay ke o madhubainii kaahe lubhaa_e \threedots gii \: ba.Daa niThur hai moraa sa.nvariyaa jo na pasiije pyaar me.n pyaar binaa mai.n ji_uu.N re kaise chhaliyaa is sa.nsaar me.n birahin mai.n ban jaa_uu.N joganiyaa duniyaa ko Thukaraay ke o bedardii kyuu.N ta.Dapaa_e \threedots ma \: priit terii pahachaan na paayaa jiyaa moraa anajaan re tujhase meraa neh sajaniyaa karuu.N nichhaavar praan re prem kaa naataa jo.D le tuu biitii batiyaa.N bisaraay ke o madhubainii kaahe lubhaa_e \threedots % #endindian \endsong