% \startsong \stitle{beTaa apanii maa.N se kabhii ruuTh bhii jaa_e}% \film{Gaddaar}% \year{1995}% \starring{Sunil Shetty, Harish, Sonali Bendre, Kiran Kumar, Mohan Joshi}% \singer{Udit Narayan, Roop Kumar Rathod}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % beTaa apanii maa.N se kabhii ruuTh bhii jaa_e maa.N apane beTe se kabhii ruuThatii nahii.n duniyaa kaa har ba.ndhan shaayad TuuT bhii jaa_e mamataa kii Dorii to kabhii TuuTatii nahii.n beTaa apanii maa.N se \threedots tuune hii sikhalaayaa mujhe muskuraanaa kaise kahaa.n se siikhaa tuune ruuTh jaanaa bhuul hu_ii hai mujhase mujhe maaf kar de phir naa karuu.ngii galatii i.nsaaf kar de beTaa apanii maa.N se \threedots maa.N kii baaho.n me.n saaraa sa.nsaar hotaa hai maa.N kii aa.Nkho.n me.n to bas pyaar hotaa hai duniyaa jalatii dhuup hai maa.N kaa aa.nchal hai chhaayaa vo kismat vaalaa hai jisane maa.N ko hai paayaa beTaa apanii maa.N se \threedots % #endindian \endsong