% \startsong \stitle{duniyaa to yaar hai gazab tamaashaa}% \film{Ghazab Tamaashaa}% \year{1992}% \starring{Rahul Roy, Anu Agarwal, Deepak Tijori, Sneha, Satyajeet, Nalini, Kulbhushan}% \singer{Kumar Sanu}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % duniyaa to yaar hai gazab tamaashaa Gam hai kahii.n to kahii.n hai Kushii aashaa kabhii to kabhii hai niraashaa aa.Nsuu kahii.n to kahii.n pe ha.Nsii do tiin chaar rahanaa zaraa hoshiyaar bach ke jii ko_ii aa_e ko_ii jaa_e ko_ii ro_e ko_ii gaa_e kab kyaa ho vahaa.N kise pataa ba.De ba.De mahalo.n me.n rahate hai.n chhoTe dilavaale goraa goraa dekho zaraa tan inakaa man ke hai.n kaale dil ba.Daa rakhataa hai jo haa.N ba.Daa insaan hai vo zindagii do gha.Dii muskaraa_o jii paa.Nch chhH saat maano bhaa_ii merii baat bach ke jii \threedots chalatii kahii.n talavaar kahii.n chalatii hai golii bhuul ga_e hai.n log yahaa.N pyaar kii bolii haa.N saath na daulat jaa_e nekii sabake kaam aa_e dushmanii chho.D do dil lagaa_o jii aaTh nau das itanaa hii socho bas bach ke jii \threedots % #endindian \endsong