% \startsong \stitle{terii shahanaa_ii bole sun ke dil meraa Dole}% \film{Goonj Uthi Shehnaai}% \year{1959}% \starring{Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Vasant Desai}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: GEETanjalii series, LATAnjalii series % \printtitle #indian % la \: o o o o \-2 terii shahanaa_ii bole sun ke dil meraa Dole julmii kaahe ko sunaa_e aisii taan re ra \: baadal ghir ghir aa_e paapii papiiharaa gaa_e kaise bas me.n rahe merii jaan re la \: aa la \: bairii ban ke ye duniyaa kha.Dii hai \-2 mere paa.Nvo.n me.n be.Dii pa.Dii hai ra \: kin gha.Diyo.n me.n a.Nkhiyaa.N la.Dii hai.n baaro.n mahiine saawan kii jha.Dii hai ik pal mukha.Daa dikhaa jaa dil kaa dukha.Daa miTaa jaa tujh bin suunaa suunaa meraa hai jahaan re la \: terii shahanaa_ii bole sun ke dil meraa Dole julmii kaahe ko sunaa_e aisii taan re ra \: aajaa kab se mai.n tujhako bulaa_uu.N \-2 tere pyaar ke sapane sajaa_uu.N la \: jiyaa chaahe ke u.D ke mai.n aa_uu.N piyaa pa.nkh kahaa.N se mai.n laa_uu.N mai.n yahaa.N tuu vahaa.N biich me.n hai jahaa.N kaise puure ho.N ab armaan re ra \: baadal ghir ghir aa_e paapii papiiharaa gaa_e kaise bas me.n rahe merii jaan re la \: terii shahanaa_ii bole sun ke dil meraa Dole julmii kaahe ko sunaa_e aisii taan re % #endindian \endsong