% \startsong \stitle{merii hasarato.n kii duniyaa tuu mile kahii.n jo mujhako}% \film{Gaal Gulaabi Nain Sharaabi}% \year{1974}% \starring{Radha Saluja, Kiran Kumar, Paintal, Aparna Chaudhary, Ranjeet}% \singer{Rafi, Krishna Kalle}% \music{Shyamji Ghanshyamji}% \lyrics{Kulwant Jani}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10371 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ra \: merii hasarato.n kii duniyaa tuu mile kahii.n jo mujhako siine se lagaa luu.N tujhako merii hasarato.n kii \threedots pyaar meraa ishq meraa ko_ii miT jaane kii shai nahii.n hai tuu milegii mere dil ko aaj bhii to ye puuraa yaqii.n hai ( tuu jahaa.N hai ) \-2 pyaar mere tuu jahaa.N hai pyaar mere mere Kvaabo.n kii ma.nzil vahii.n hai merii hasarato.n kii \threedots kR^i \: o o mere dilabar zindagii bhar naam teraa rahegaa zubaa.N par sar jhukegaa us jagah par paa.Nv tere pa.De.nge jahaa.N par ra \: ( puure ho.nge ) \-2 saare vaade puure ho.n sanam saare vaade jo\-jo aapas me.n hamane ki_e hai.n merii hasarato.n kii \threedots % #endindian \endsong