% \startsong \stitle{tumhe.n paa ke hamane jahaa.N paa liyaa hai}% \film{Gehra Daagh}% \year{1963}% \starring{Rajendra Kumar, Mala Sinha, Usha Kiran, Madan Puri, Lalita Pawar}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10700 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa \: tumhe.n paa ke hamane jahaa.N paa liyaa hai \-2 zamii.n to zamii.n aasamaa.N paa liyaa hai ra \: tumhe.n paa ke \threedots aa \: miTaa na sakegii jise ab Kizaa.N bhii jalaa na sake.ngii ab bijaliyaa.N bhii mohabbat kaa vo aashiyaa.N paa liyaa hai tumhe.n paa ke \threedots ra \: zamaane ke Gam pyaar me.n Dhal ga_e hai.n \-2 ummiido.n ke laakho.n di_e jal ga_e hai.n \-2 ke jabase tumhe.n meharabaa.N paa liyaa hai tumhe.n paa ke \threedots aa \: jahaa.N se mohabbat kii raahe.n milii hai.n ra \: vahii.n se merii gardishe.n tham ga_ii hai.n do \: na bichha.De.nge ham kaaravaa.N paa liyaa hai tumhe.n paa ke \threedots % #endindian \endsong