% \startsong \stitle{bhalaa karane vaale bhalaa_ii ki_e jaa}% \film{Ghar Sansaar}% \year{1958}% \starring{Balraj Sahni, Rajendra Kumar, Kumkum, Shammi, Johny Walker}% \singer{Rafi}% \music{Ravi}% \lyrics{S H Bihari}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10701 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % bhalaa karane vaale bhalaa_ii ki_e jaa buraa_ii ke badale du_aa_e.N di_e jaa bhalaa karane vaale \threedots chale aa.Ndhiyaa.N Gam ke tuufaan aa_e.N tere ye qadam Dagamagaane na paa_e.N ghuTe dam to kyaa saa.Ns phir bhii li_e jaa buraa_ii ke badale \threedots gha.Dii do gha.Dii ke hai.n baadal ye kaale ye din to hameshaa nahii.n rahane vaale sahe jaa sitam aa.Nsu_o.n ko pi_e jaa buraa_ii ke badale \threedots zamaanaa ha.Nse bhuul aisii na karanaa ye hai buzadilii teraa maranaa ye mat bhuul tuu baap hai aur pati bhii tere saath maasuum zindagii bhii tere baad duniyaa me.n kyaa unakaa hogaa kahaa.N unako jag me.n sahaaraa milegaa unhii.n ke li_e muskaraa ke ji_e jaa buraa_ii ke badale \threedots % #endindian \endsong